Gulzar Shayari Collection | Gulzar Shayari In Hindi
Gulzar Shayari | Gulzar Poetry : Hello Friends !! Looking for Gulzar Sahab Shayari ? Then this is the right place where you will find all of the famous Gulzar Shayari In Hindi. When ever we talk about poetry and shayari one name which came to our mind is the great Gulzar Shahab. We have listened several love songs written by Gulzar Shahab but reading Gulzar Shayari is a different feel. He have written various poetry on love and several other emotions.
Before going any further i want to share some details about legendary poet of our country. Gulzar was born in a Kalra Arora Sikh family, to Makhan Singh Kalra and Sujan Kaur, in Dina, Jhelum District, British India, now Pakistan. In his early days before becoming an established writer, Sampooran Singh Kalra (pen name is Gulzar) worked in Delhi as a car mechanic in a garage. Gulzar was awarded the Padma Bhushan in 2004 for his contribution to the arts and the Sahitya Akademi Award in 2002.
Today we are going to give you amazing set of Gulzar Poetry and Gulzar Shayari In Hindi collection. You will enjoy these shayari collection for sure. We are compiling some of the best Gulzar Sahab Shayari for you. Read these emotional poetry and share with your loved ones. Here’s a compilation of some of his magical words to warm your hearts :


❝ Gulzar Poetry In Hindi ❞
Aadatan tum ne kar diye vaade
Aadatan ham ne aitabaar kiyaa
Terii raahon me baarahaa ruk kar
Hum ne apanaa hii intazaar kiyaa.
Aaiinaa dekh ke tasallii huii ….Hum ko is ghar me jaanataa hai koii.
Zindagi yoon huyi basar tanha
Kaafila saath aur safar tanha
Apne saaye se chaunk jaate hain
Umar guzri hai is kadar tanha.
Ek parvaaz dikhayee di hai
Teri aawaz sunayee de rahi hai
Jiski aankhon mein kati thi sadiyaan
Usne sadiyon ki judayee di hai.


❝ Gulzar Shayari ❞
Tumhary ghum ki dali utha k zuban p rakhli hai dekho mein ne
Woh qatra qatra pighal rahi hai
Main qatra qatra hi ji raha hun
Ankhon ke pochhne se laga aag ka pata
Yuun chehra pher lene se chhupta nahin dhuan
किताबें झाँकती हैं बंद आलमारी के शीशों से
बड़ी हसरत से तकती हैं
महीनों अब मुलाकातें नहीं होती
जो शामें उनकी सोहबत में कटा करती थीं
अब अक्सर गुज़र जाती है कम्प्यूटर के पर्दों पर
बड़ी बेचैन रहती हैं क़िताबें
❝ Gulzar Shayari On Life ❞
कुछ अलग करना हो तो भीड़ से हट के चलिए,
भीड़ साहस तो देती हैं मगर पहचान छिन लेती हैं…!!
दिल अगर हैं तो दर्द भी होंगा,
इसका शायद कोई हल नहीं हैं…!!
Shaam se aankh mein namin si hai
Aaj fir aapki kami si hai
Koi rishtha nahin raha
fir bhi ek tasleem* laazmi si hai. [ *greeting ]
kKsne raste mein chaand rakha tha
Mujh ko thokar wahan lagi kaise
Waqt pe paaon kab rakha hamne
Zindagi muhh ke bal giri kaise.
❝ Gulzar Shayari On Love ❞
Phoolon ki tarah lab khol kabhie
Khushboo ki jubaan mein bol kabhie.
Haath chooten bhi to rishtey nahin choda karte
Waqt ki shaak se lamhein nahin toda karte
Jiski aawaaz mein silwat ho nigahon mein shikan
Aisi tasvir ke tukde nahi joda karte
Lagke saahil se jo behta hai use behne do
Aisi dariya ka kabhi rukh nahin moda karte
❝ Gulzar Shayari In Hindi ❞
Halake halake kohare ke dhuae mein
Shayad aasamaan tak aa gayii hoo
Terii do nigaahon ke sahaare
Dekhoo to kahaa tak aa gayii hoo.
Umare lagee kehate huve, do lavz the ik bat thee
Woh ik din sau sal ka, sau sal kee woh rat thee.
Aankho ne kahee aur juba ho gayee
Itni see kasam dastan ho gayee.
आज बिछड़े हैं, कल का डर भी नहीं
जिन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं


❝ Gulzar Poetry In Hindi ❞
Jaane kya sochke iss baar meri aankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Honth pe liye hue dil kii baat ham
Jaagate rahenge aur kitnii raat ham
Chhuti he mujhe sargoshi se, aankho me ghuli khamoshi se
Main farsh pe sajde karta hu, kuch hosh me kuch behoshi se.[sargoshi=whisper]
Aap kii baton me phir koii shararat to nahi
Bewajeh tariif karna aap kii aadat to nahi.
Aisa koi zindagii se vaada to nahi tha
Tere bina jine kaa iraada to nahi tha.


❝ Gulzar Sahab Shayari ❞
Main sochataa thaa, meraa naam gunagunaa rahii hai vo
Na jaane kyun lagaa mujhe, ke muskuraa rahii hai vo
Chalo aaj intezaar khatam hua
Chalo ab tum mil hi jaaoge
Maut ka koi fayda to hua.
Maut darati rahi har baar yun ki
Zindagi ka satana kam sa laga
Maut ki dehlij se nikle
To zindagi ke khauf se takra gaye.
Ye mana is dauran kuch saal beet gaye hai
Phir bhi aankhon me chehra tumhara samae hue hai
Kitabon pe dhul jamne se kahani kaha badalti hai


❝ Gulzar Shayari ❞
Aankh to bhar gayi thi paani se
Teri tasviir jal gai kaise.
Mujhe aaj koi aur na rang lagao
Purana laal rang ek abhi bhi taaza hai
Armaano ka khoon hue zyaada din nahii hua hai.
Woh mere saath hi tha dur tak magar ek din
Jo mudh ke dekha to wo dost mere saath na tha
Fatee ho jeb to kuch sikke kho bhi jaate hai
Koi surat bhi mujhe puri nazzar nahi aati
Aankh ke shishe mere bikhre hue he kab se
Tukron tukron me sabhi log mile he mujhko !
Kabhi kabhi bazaar me yu ho jata he
Keemat thiik thi, jeb me itne daam nahi tha
Ese hi ek baar main tum ko haar aaya tha.
So this was our top selected Gulzar Romantic Poetry Collection. We hope you likes it all. For more such shayari visit our other shayari posts also. If we have missed any famous Gulzar Poetry then do comment below, we will try to add that here. For any more feedback you write us at our email.
Read More :






















































